समान्तर संख्याओं का योग जाने सिर्फ़कुछ सेकेण्ड में
Yedi : 1+2+3+4+5+6+.....+10 , ko jodna hai to apko 2 se 5 minute ya jyada bhi lag sakta hai agar bina copy aur pen se katrte hain to ya phir calculator se karte hain to apko 1 se 2 minute lag jata hai , magar hamara ye tarika dono se new aur
fast hai . Ye same anter wale numbers
pe hi work karta ha, jaise :1,2,3,4,5,6,7,8,9,10 (first line ya 2,4,6,8,10,12,14,16 (second line) ya 3,6,9,12,15,18,21,24 (third line)
Ham dekh rahe hain ki first line me 1 ka second line me 2 ka aur third line me 3 ka anter different hai . Aur ek baat isme aap sum numbers(सम संख्या) ka use kare jaise first line me pado ki sankhya 10 hai jo ek sum sankhya hai , isi tarah second line me 8 aur third me bhi 8 hai jo ki sum sankhya hai . Agar bisham sankya ho to last wali sankhya ko chodkar ke jode le aur iske baad last wali sankhya ko add ya jode le .
* वर्ग करें सेकेण्डों में
Iski help se aap lagbhag 5 se 15 seconds me hi kar sakte ho . To ho jaye fast >> and sharp . Ab dekhte hain ki ye kaam kaise karta hai .
Explanation For Clearation
Isko ham three.step me hi kar sakte hain ye iss tarah se hai >>
First step
Pahle step me apko un numbers ko do line me aise badalna hai ki pahla aur last wala number ek sidh me aaye.
Second step
Isme aapko un sabhi ka योग nikalna hai jo ek dusre ke sidh me hain .