Mann aur dimag..

Mann aur Mastishk

           


     Manaw life me Mann ka aham ya main  kirdar hota hai kyuki puri life Mann pe hi
depend karti hai . Manushya jab koi work karta hai to uske front ya samne  uska Mann aa jata hai aur sochta hai ki ye kaam kiya jaye ya nahi aur apni like ke anusar hi wo(Mann) work bhik arta hai .


    Aaj iss article ke jariye ham Mann aur Mind ke bare me detail me janenge . Kyuki Mann bahut hi main hai hamare liye so lets go >>


        Mann(मन) aur Mastishk(Mind) manushy ke liye bahut aham ya jaruri hota
hai . Aur isase bhi jaruri ye hota hai ki inme saamanjashya ya ekta ho . AgarMann aur Mastishk me nahi banti hai to badi problem ho jati hai us manushya
ke liye jisme aisa hota hai .


Simple baat hai ki jiska Mann aur Mind ek sath kaam nahi karte hain unme maansik bimari to hogi hi par iske sath - sath
kisi kaam me safalta milna bhi mushkil ho jayega . Aur agar jis manushya ka Mann aur Mind dono uchit tarike se ek sath hote hain to jaan lijiye ki is manushya ko kisi kaam me safal ya success hone se koi bhi nahi rok
sakta . Mann aur Mind do prakar ki shakti hai jisme Mann ka to pahla number hai , kyuki Mann me alaukik (अदृश्य या जिसे न देखा जा सकता हो ) bato ko janne ya samajhne me expert hota hai . Hamare jyadatar kaam inke galat samikaran ya condition ke hone se nahi bann paate hain .


 Agar aap ye article puri tarah se read ya padte ho to aapko jarur help milegi apne life me aage badne ke liye kyuki aap hain "www.possibilityplus.in" par jaha aapko milti hai aisi jaankari jo aapke life ke liye bahut important hai . Mann aur Mind kya hai aur iski kya hai puri visheshta in dono ki to chliye sabse pahle in dono ke baare me jante hain .

           

Mann (मन) Kya hai ?



Mann kya hai aur kya - kya karta hai . Mann ek aisa muhkya aur samvedansheel ang hai jo hame alaukik information ya jaankari deta hai ; jaise - filling ya ahasas ( maan - samman ki ya infomation ki ) Mann bhi ek different ya alag tarah ka Mind hota hai jo Mind se badkar hota hai .


Mann se hi hame power milti hai kisi kaam ko karne ke liye jise experience(अनुभव) bhi kahte hain .Iske use ya upyog Mind ke mukable kahi jyada hota hai .Mann me ahashas hoga hai aur yehi ahshas Mann me alaukik jaankari deta hai jise Mind scan ya read karte hame batata hai .


Mann acche - bure ka bhed nahi kar pata aur isi wajah se ye koi bhi aisa kaam ho jo chahe kitna hi kyu na bura ho agar ise(Mann) ko pasand aa gaya to ye









use karna chahega . Lekin baad me Mann ko ye ahasas bhi hota hai wo(Mann) galat tha lekin Ye tabhi hota hai jab Mann ,Mind ki baat sunta ho . Agar Mann , Mind ki thodi bhi nahi sunta hai to use galat sahi kaa ahasas bilkul nahi hota . Aisa person bahut bura hota .


✰  घातांक का मान कब शून्य होता है।

 ✴ बीजगणितीय संख्याओं ( abc, xyz आदि ) में बीजगणितीय संख्या से कैसे भाग ➗ करें ? 😯 



   ✰ अवकलन और समाकलन कैसे हल करें ?


Aise Mann wale person ya logkisi ka paropkar nahi mante . Jis person me aisi pravitti hoti hai use hi Mann Barho kahte hain bhojpuri me . Kyuki uska Mann jyada barh jata hai aur Mind ki nahi sunta hai . Is liye use Mind ki baat acchi nahi lagti hai .


Mann se aise - aise kary kiye jaa sakte hain jo Mind ke bas ki baat nahi . Kahne ka matlab ye hai ki jaha Mind fail ya asafal hota hai waha Mann success ya safal hota hai kyuki Mann bahut advance power rakhta hai aur isme divya ya alaukik shakti hoti hai jiski wajah se ye Mind se bada aur shaktishali hota hai .


 Mann me energ jyada hoti hai iska pata issi baat se chal jata hai jab koi person gusse(angry) me aata hai to usme us time itni energy ya power aa jati hai ki wo agar 70kg bhar pahle uthata tha to ab wo 140 kg bhi bhar utha sakta hai . Ye powor hoti hai Mann me . Mann me hi energy aati hai jo hamare sharir ke liye upyogi hoti hai . Isliye Mann ka balance accha hoga chahia .



Agar hai to acchi baat hai agar nahi hai to balance karna chahia . Swapn(Dream) bhi Mann me hi aata hai learn ye wish ya iccha ke karan bhi hota hai kyuki hamari wish hamesh ya sleep ke time bhi active rahati hai . ham us time ya samay soye hote hain fir bhi hame dikh jata hai swapn(dream). Kyuki Mann ka ahasas hamesha acting rahta hai bilkul wish ki tarah . Issi ke rastehame ek energy milti hai jo Mann me jati hai aur iske baad Mind me jati tab Mind isko scan karke ise video imag me transfarmat kar deta hai aur hame lagta hamne apni khuli aakho se ye sab dekha ho. 



Mann se hi koi kaam safal hota hai . Agar jis kaam me Mann nahi laga ho to wo kaam to jaldi nahi hota hai aur agar hota hai to bhi sahi tarike se nahi .

       


   

Mind Kya Hai ?




Mind ek aisa ang hai hamare sharir ka jo hame galat - sahi ka gyan karata hai . Mind
bhale Mann se slow kaam karta hai magar isme Mann jaisi koi baat nahi hoti kyuk Mind gadnawo ke adhar par kaam karta hai aur issi karan ham ye baat jaan jate hai ki kya sahi hai aur kya galat . Lekin agar Mann iska sath nahi deta hai to muskile bad bhi jati


hain kyuki bina Mann ke koi person koi kaam acche se nahi kar pata hai . Aur issi Kara hame sar dard bhi hota hai kyuki Mann aur Mind me tenstion ho jata hai .

    Sharir me do tarah ki activity hone se sharir ka balance bigad jata hai jisse hame tarah - tarah ki bimariya gher leti hain .



Mann aur Mind me Anter : -




 
Mann aur Mind me anter khuch iss prakar se hai >>
 
 
   * Mann lok - laaj aur maan - sammaan ko feel karta hai jabki Mind inko maintain karta hai.

   * Mann ahshas ki help se jaankari leta hai jabki Mind gadna ki help se .

   * Mann me sahi - galat bibhedh karna mushkil hai jabki Mind ke liye ye jyadatar asaan hai .

   * Mann utawala ho sakta hai par Mind nahi .

   * Mann me nonvisible idea aate hain to Mind me visible idea hi aate hain.

   * Mann me lalach bhara jaa sakta hai par Mind me nahi .

   * Mann me swapn aate hain aur Mind me idea .

 
 
 

Mann ko Vash me Karne ka Upay : -





Ham sab ye baat jante hain ki agar Mann ko vash me kar liya jaye to ham lagbhag wo kaam kar lenge jo hamne apne swapn me bhi nahi kiya hoga . Jaisa ki ye ham sab acchi tarah se jaante hain ki pahle ke rishi muni jo the wo siddhi ya tapashya ke bal par apne Mann ko vash me kar lete aur bade - bade kaam karte .


Mann ko vash me karna koi khel bhi to nahi hai agar aisa hota to aaj ya ajse pahle ke sabhi log apne Mann ko vash me jarur kar liye hote . Mann ko to puri tarah se to koi bhi nahi vash me kar sakta kyuki ye bada chaliya ya dhokhebaaj hota hai aur har samay ya time me ye change(badalta) hota rahta hai . Phir bhi khuch aise kargar upay hain jiski sahayta ya help se kuch ankush lagaya jaa sakta hai . Kya hai ye upay dekhte hain >>>



   * Jab kisi kaam ko karne me Mann na lage to Mind ki help se khuch aisa karo ki Mann lalach me pad jaaye aur aapko kaam karne ka mann bann jaye . jaise ki koi aisa kaam jo Mann me lalach paida ya creat kar de .
 



   * Mann ki sune par pahle Mind se ye chek kar le ki aisa karna uchit hai ya nahi . Agar Mind ye baat batane me saksham nahi hai to hame Mann ki baat
    sunane se pahle thoda refresh ho le aur iske baad jo jaruri ho wo decision ya nirnay le . Chuki Mann jyadatar wish ya iccha like karta hai aur wish hamesh change ya badalti hai,


    so clear hai ki hame wish ko badlne ka wait karna chahiye ya badlna chahiye .
 
   * Mann ke viruddh jyada na jaaye ya phir Mann ko manane ki koshish kare .
 
   * Chuki mann bhawnawo ki baat par hi kary karta hai isliy aisi bhavna creat kare jo hamare liye kargar ho tabhi Mann , Mind ka sath dega jab use accha lagega .
 
   * Koi bhi kaam jaldbaji me na kare kyuki Mann ki wishes hai jo hame uksati hai jaldbaji karne ke liye aur kuch time baad Mann dhire - dhire sant ho bhi jata hai . Ab wo kaam Kara jise aap karna chahte the .

Iss tarah kuch had tak Mann ko kaabu me kiya jaa sakta hai . Aur dhire - dhire Mann me change hone lagta hai aur Mann , Mind ke sath hone lagta hai isase tension bhi finish hone lagta hai .




Mann ki Kab Sune  aur Kab    Nahi Sune : -




Mann bahut hi lachila hota hai iska agar kisi wastu par dil aa gaya to wo use paane ki har shambhaw koshis karta hai chahe wo cheej ya kary galat hi kyu na ho .Lets go chalo dekhte hain kaha Mann ki sunani chahiye aur kaha nahi . Iske liye ham example dekhte hain >>
     
        Example : -  1 . Manlo koi petient hai jise koi bimari hui hai jo docter ke paas jata hai aur dawa leta hai to bimar person ye baat jarur puchega ki docter sahab mujhe dawa kitne dino tak leni hogi kyuki koi bhi person ya manushya jyada dino tak dawa nahi lena chahta hai . Agar use dawa ek se do mahine ya month leni hogi to wo petient dawa ko itne dino tak


nahi lena pasand karega . Yaha tak ki wo kisi anya option ki baat bhi docter se puch leta hai ki isse jaldi koi upay ho to wo hi sahi hoga . Agar koi dusra option nahi mila to use majbooran wo hi dawa leni padegi . Iss condition me Mann aur Mind me compression ya pressure ho jata hai . Parntu dawa lete - lete uska Mann ab ekdam nahi karta hai .


 Ab aise me agar dawa lena chod de to wah bimari to nahi jane wali kyuki uska kors hi nahi pura hua hai . So clear hai ki aisi jagah to Mann ki bilkul na sune kyuki Mann ki sunenge to ham ya koi bhi apni bimari ko nahi door kar payega .


 Aisa tabhi hota hai jab koi person laparwah aur alsi ho jata hai kyuki wo pahle se hi Mann ki baat jyada sunta tha jisase uska Mann barh jata hai . Ya u kahe ki wo kewal Mann ki hi sunta hai . Ham sabhi ye baat bhali - bhati jante hain ki koi bhi cheej kitni acchi kyu na ho magar uska jyad use ya upyog karne se wo harmfull ya hanikark ho jati hai . Iss adhar par koi bhi wastu na to buri hoti hai
aur na hi acchi .



Ye to uske use ke anusar galat aur sahi hota hai . Jaise maan lijiye ki ghee , dhahi , doodh etc . Acchi cheej maani jati hai eat ya khane ke liye magar tabhi jab iski matra sahi ho . Agar koi person inme se koi cheej ko bahoot jyada matra me leta hai to ye uske liye bahut jyada harmfull ya hanikarak ho jati hai . Jaise ghee ko hi le lete hain ghee bhaut hi sehatmand mana jata hai agar koi bhi person ise 0.5 kg ya isase thoda kam bhi khata hai ek time me to ho sakta hai ki uski dath ya maut bhi ho sakti hai . So har cheej ya wastu ka mainten karke use kare .



        Example : -  2. Agar kisi kaam me aapka Mann ya dil na kare to aapko sabse pahle Mind ki help se ye pata karna hai ki aapka Mann kyu nahi kah raha hai iss ya kisi bhi kaam liye .
agar karan pata chalta hai ki kya baat hai to uske anusar hame apna kaam karna chahiye . Yedi ye baat pata karne me Mind safal nahi ho pata hai to samajh lijia ki koi na koi baat hai.


✰  घातांक का मान कब शून्य होता है।

 ✴ बीजगणितीय संख्याओं ( abc, xyz आदि ) में बीजगणितीय संख्या से कैसे भाग ➗ करें ? 😯 


   ✰ अवकलन और समाकलन कैसे हल करें ?


jo iss samay hame ya kisi ko aise kaam ya karya ko nahi karne se rok rahi hai . Aise me khuch time tak aram kare aur iske baad fir dekhe kaisa feel ya masoos ho raha hai agar ab bhi waisa hi feel ho raha hai to kuch jarur aisi baat hai jise Mann mana karta hai . Kai baar to hamre sharir ka sistum itna slow ho jata ki wo kuch time tak karya nahi karta hai isliye hame khuch time tak rest ya araam lena chahia .



Ye bulkool usi tarah se hai jaise ki mobile ya computer me jab jyada load ho jata hai to uska sistum kuch slow ho jata hai jisase teji se koi karya nahi hota ya hota hi nahi . Yahi karan hai ki jab koi computer start karta hai to use refresh karta hai taki uska load kam ho jaye aur acche se work kare .



   Mann ek Memory Card





Mann memory card ki tarah se hamari help karta hai kyuki Mann aisa Mind hota hai jo kisi bhi wastu ko agar apne andar rakh le to bhulta nahi . Yani ki ye kisi bhi jankari ko store karne ka kaam badi acchi tarah se karta hai,


par tabhi ye jankari store karta hai jab ise like ho.Agar ise like nahi to ye jankari nahi store karta hai . Isko acche se janane ke liye ek chota sa example chahiye jo is pesh hai >>>




        Example : - 1. Manlo ki teacher apne students ko teaching ya padha raha hai par students ka Mann nahi lag raha ho to students to teacher ki baate to sunte hain magar dill ya Mann se nahi . Jisase Mann koi data ya jankari.


        apne andar nahi store karta hai kyuki Mann sirf like karne wali bate hi store karta hai  . Aur yehi karan hai ki baate students ko nahi samajh me aati hai kyuki jabtak Mann me koi jankari store nahi hoti hai jisase Mind ko koi data nahi milta jo scan karke bata sake ki kya hai ye wastu .


     
Kisi wastu ya kaam ko yaad ya remember karna matlab Mann me rakhna hi hota hai . Isko example ki help se samjha ja sakta hai . So example dekhe >>




       Example : - 2 . Agar koi student ya koi bhi person Mann se koi jankari remember ya yaad nahi karta hai to use kabhi yaad nahi rahta . Mann tabhi lagega jab us jankari ya wastu me koi intrest ho .


       Agar intresst nahi hai to intresst creat karna chahiye jo Mind kar sakta hai . Jab intrest aa jayega to aap us jankari ko read karoge aur wo jankari aapke Mann wale Mind me store ho jati hai . Iske baad  jab kabhi aapko is jankari ka use karna hota hai to Mind  scan karke aapko wo jankari deta hai jo aapne store ki thi Mann me . Agar jankari refresh nahi ki jati hai ti Mind ko ise scan karne me jyada time lag sakta hai .


       Yehi karan ya reason hai ki hame wo jankari jaldi jaldi nahi milti hai . Jyada dino tak koi bhi jankari hamare Mann me rahati hai to wo refresh na hone ke karan khuch dhudhali pad jati hai jisase Mind ko ye jankari scan karne me jyada time lagta hai .

     
     

Mann ek Alarm : -




Mann alarm ki tarah bhi kaam karta hai jiska upyog kar ham asani se manchahe time par jaag ya rise kar sakte hain . Mann ko alarm ki tarah se use karne ke liye hame Mann me sone ya sleep se pahle ye baat store karni hoti hai ki hame amukh ya fala time me jarur rise ya jaagna hai .


Tab ye baat energy ke rupme store ho jati hai aur us amukh time par hame rise ya jaga deta hai . Iske baare me full detail lene ke liye aap ye post ya article read kar sakte ho >>

                           ✳
                               Kaise Jaage ya Rise kare Mannchahe Time Par
         
 



            Hamara ye article aapko kaisa laga iske baare me hame jarur bataye kyuki isase hame hamari service ko jyada fresh karne me help milti hai aur ham aapke liye aur behatar kar sake .
       Agar aapko ye jankari acchi lagi ho to aap like kare aur follow kare hame facebook "possibilityplus.in" par .



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ