Kya aap koi bhi kaam acchi tarah se
pura nahi kar pate hain ya ho nahi pa -ta ? aur apko log ye kahte hain ki ye to kuch bhi nahi kar sakta kyuki iska mind to bilkul kaam nahi karta hai,to apme ye kami ho sakti hai >>
1. Aap active (सक्रिय) na ho
2. Aapki style (वेश-भूषा) accha na ho
3. Aapki language (भाषा effective (प्रभावी) na ho
Yaad rakhiye ye tino reason hi hain jinki wajah se aapka mind slow hai. Agar ye tino hi kami aapme hai to hai to aap koi bhi kaam acchitarah se nahi kar paeoge . Isi problem ke ham door karne ke liye hamne pura
prayas kiya hai .
Agar apka mind (मस्तिष्क) sharp (तेज) hai to aap har kaam teji se karoge. Mind ka sharp hona bahut hi khas hota hai . Iska hamare confident sexy sidha conection hota hai kyuki jitna jyada hamara mind tej hota hai utna hi jyada hamara confident bhi badhana hai . Har kisi ka mind tej nahi hoga magar iska ye matlab nahi hai ki aapka mind ab kabi tej hi nahi hoga.
Kisi ka janm se hi mind tej hota
hai to kisi ka iske baad ya fir hota hi nahi . Iska reason ( कारण ) ye hai ki us person ne iska koi upay nahi kya hoga .Yeh baat to ham sab jante hain.Agar ki mind har body (शरीर ) me hota hai lekin kisi me jyada karya aur kisi me kam kary karta hai aisa kyu ? In sabhi ko ham vistar se dekhte hain >>
Jaisa ki ham sab jante hain ki har
body me mind hota hai lekin sabme ek jaisa karya nahi karta isme sabme bada karan activity ka hota hai agaraap bhi active ho jaye to aapka mind
bhi tej ho jata hai apko active banne ke liye ye baate jaruri hain >>
*Sharirik exercise :
Agar active hona
hai to aapko daily minimum(कम से क) 10 se 15 minute tak exercise karna
chahiye .Isse apki body good looking hone lagti hai aur apka mind fresh ho kar sharp ya tej ho jata hai .Kaha jata hai ki स्वस्थ शरीर me hi स्वस्थ मस्तिष्क ka vikas hota hai . Isliye exercise karna to pakka hai active hone keliye .Isse confident bhi plus point ka kaam karta hai. Yedi aapki body weak hai to confident kam hi rahta hai . So isliye exercise to karna hi chahiye bodi fitness ke liye .
*Mentle Exercise :
Mentle exercise
( मानसिक व्यायाम )ka to second number pe use kar sakte hain .Mansik exercise se matlab ye hai
ki apne mind ko kuch time ke liye free kar dena chahiye isse mind refresh ho jata hai . Iske liye hame bharpur sleep ( नींद ) ki jarurat hoti hai iske alawa kaam me thoda break lekar bhi mind ko fresh kiya ja sakta hai . Iske atirikt khel , kood etc se activity badai jaa sakti hai .
2. Style (वेश- भूषा)
Style manushya ka jaruri ang hai
agar apka style fika hai to aapka
confident weak (कमजोर) ho jata hai jisse apke mind ka energy level kam ho jata hai.So isliye hamara mind slow ho jata hai . Stylish hote hi agar koi sabse pahle impresh hota hai to wo person khud hi hai. Kahne ka matlab ye hai ki stylish hone wala hi apne aap se se hi impresh ho jata to pakka hai ki confident jyada ho jayega aur mind bhi sharp hone lagega .
Ye is tarah se hai :
* Dress ko fiting karawo
* Hair cuting kuch stylish karo
* Nakhoono ko clear and
fair karo 4
se 5 dino ke ander me .
3. Language (भाषा)
Agar ham maan le ki aapka mind
aur stylish dono accha hai par aapki language ya bhasa efective nahi hai to bhi aapka kaam bante -bante nahi ban pata to iska karan aapki language ho sakti hai kyuki jab ham baat karte hain to hamare samne wala hamari baat ki value ko dekhta hai aur isi ke anusar wo hamse khus ya naraj hota hai .
सन्त कबीर ने कहा है कि - ऐसी बानी बोलिए
मन का आपा खोय, औरन को शीतल करे आपहू
शीतल होय ।
So aap is tarah se baat kare ki lagbhag sabhi ko acchi lage . Khuch is tarah se
baat karni chahiye
* lagatar baat nahi karni chahiye
yani ki bich me break lena sahi hota
hai , jisse hamari bhasha me स्पष्टता aati hai .
* Medium speed me baat kare .
Isse baat to clear hoti hi hai aur
efective bhi hoti hai .
Apko kasi lagi ye post agar helful lagi ho to ise jarur share kare apne friends ke sath aur unki help karo is article ke madhyam se . Yedi aap aisi hi jankari ya janna chate ho to hamare website ko subscribe kare ya is post se related koi sawal hai to aap comment box me apni comment kar sakto ho .