Welcome all Friends and studetsS quareroot (वर्गमूल) ab bas kewal kuch hi seconds me kare in हिन्दी - English . ji haa ab aap kewal kuch hi seconds me hi squareroot kar payenge. Ham sab yeh baat to jaante hain.Agar ki schools me kewal books ke niyam aur formule hi hame reading ke liye milte jisme aisa koi sortcut ka trick nahi milta hai jisse ham secondo me square , square root etc kar sake . Aap bhi kar sakte ho
magar ye sab . Students ko ye sabhi karne ke liye time nahi hota lekin aap internet ke madhyam se Ye sab to secondo me kar sakte ho to time waste karne ka kya matlab. Par don't worry aapke liye hi ye post likha gaya hai . Hamari site ka mukhya uddeshya ye hai ki ye students ya teacher jo aage badna chahte hain aur kuch alag pachan banana chate hain Unhe ye pata chale aur iska use karke aage bade Yeh article specialy 3 se 4 numbers ke squareroot ko find karne ke liye likha gaya hai lekin ydi aap iske baad ke numbers ke squareroot janna chate
hain to niche comment box me apne comment jarure de.
Hamari ye help un student ko badi intresting lagegi jo bahut pareshan the squareroot se bahut students to itna pareshan ho jata hain ki Math subjects avoid(छोड) kar dete hain . Lekin ab aapko aisa karne ki koi jarurat nahi hai bas jarurat hai to is article ko follow KARNE ki.
Filhal ham topic par aage hain aur jante hain ki kaise hota hai ye squareroot itna fastly. mana hame [√XYZ = AB] ko bas kuch hi seconds me solve karna hai to ham pahle "A" ke maan ko fir "B" ko find karenge jo ki behad easy (आसान ) hai . Isko ham do steps me solve karenge >>
Step-1
Isme ham ek near about value ko janne ki kosis karte hain. Sabse pahle "A"(= ten,s) ka number ko find karte hain.Isko ham lagbhag 1 se 4 seconds me hi find kar lete hain.
Example >> √676 = AB
Ab ham "A" ka maan find karene ke
liye ham ek near value (करिबी मान)
jante hain --
यदि >> 20 × 20 = 400
यदि >> 30 × 30 = 900
अब 400 < 676
अब 900 > 676
Ham dekhte hain ki 400 , 676 se
chota ( smaller ) hai aur 900 , 676
se bada (bigger) hai jo ki ek near
value hai .
Isse ye pata chalta hai
ki iska squareroot 20 se 30 ke bich
me hi hai .
So clear hai ki A = 2
kyuki 30 ka square 900 hai inline aur ye 676 se bada isliye ham 20 ka square hi maan kar chalenge. Yeh bhi clear hai ki 20 ke squareroot se bada hai 676 . Ab ham man lete hain ki 20 se lekar 29 ke bich me hi 676 ka koi squareroot hai. At last A ka maan 2 hi hai .
Step - 2
- Iske baad ham "B" (= one,s) ka number find karne ke liye dekhte hi jaan sakte hain ki "B" ka maan kya hoga ? Ham dekh rahe hain ki 676 me last number 6 hai jo ki 4 ya 6 ke ( B = 4 ya 6 ) hone se hi 676 ke ast me 6 aayega .
isko clear karne ke liye ham ek chota sa example le rahe hain --
Ab ham "B" ka value clear karenge ki B = 4 hai ya 6 hai . yedi 676 , 400 aur 900 ke bich
me hai to ; middle value - 400 + 900 ÷ 2
>> 1300 ÷ 2 = 650
kyuki 676 > 650
isse clear hai ki ye square 24 ke square se bada hai kyuki 20 aur 30 ke bich ka maan 20 + 30 = 25 hai lekin wastaw me 650 ; 25 ke square se kuch bada hai .
isliye clear hai ki B = 6
so AB = 26
Answer : √676 = 26
Next Example : √9801 = AB = ?
Ab ham upar ki tarah A ka man find karenge iske liye ham check karte hain ki kya hoga A ( = ? )
yedi 90 × 90 = 8100
yedi 100 × 100 = 10000
isse pata chalta hai ki 9801 ka 8100 aur 10000 ke bich ka man hai . Ham yeha aapko ye bata de ki hamne 90 ka square isliye liya hai kyuki bahut kam time lagta hai 90 ka square karne me samajh lo ki 9 ka square hi hai kyuki
9 × 9 = 81 hota hai agar 90 × 90 = 9 × 9 × 100
81 × 100 = 8100 sirf zero ka different hai .
Agar ham 91, 92 , 93 lete to koi matlab nahi hoga kyuki isme jyada time lag jayega square karne me aur bina pen aur copy ke karna bhi difficult(कठीन)hai agar aap square
ko fastly karna chahte hain to aap hamara ye post pade, kyuki iski helh se aap squareroot bahut esily ( आसानी से ) se kar pawoge.• Square Karne Ka Fast Tarika
At last A = 9
Ab ham B ko find (प्राप्त) karenge
kyuki 8100 < 9801< 10000
isliye ham iska middle(मद्द्य) maan
find karenge .
Middle Value : 8100 + 10000 ÷ 2
>> 18100 ÷ 2 = 9050
isse ye clear hai ki 9801 ; 95 ke square se bada hai . Ab चूँकि 9801 me last number 1 hai jo 9 ya 1 ke ( B = 1 ya 9 ) hone par hi hoga चूँकि 9801 , 95 ke square se bada
isliye B = 9
At last AB = 99
Answer - √ 9801 = 99
Ye tarika use karke aap karib - karib 6 se 12 seconds me hi squareroot kar sakto ho . Agar aapko ye post acchi aur intersting lagi ho aur aise hi new ideas jaanna chahate hain to aaj hi is sisi ko subscribe karle aur hame comment kare aur aap hame fb yani facebooke par follow kare.Is website par aap education releted subjects ; ko read and learn kar sakto ho.Ham apne article me main Math , Physics ko samil karte hain by the way ham bloging , internet, free me internet chalaye jaise ek se badkar ek tricks hain aise bahut se special subject par article mil jayenge aapko is site par.